Prithviraj Chauhan Poem
Prithviraj Chauhan Seena Taan Ke Jab Kab Saare Dushmanoun Ki Darr Jaye Jaan
Woh Hai Hindusthan Ka Maan Prithviraj Chauhan Rajat Meri Jaan . . !!
Uske Haathoun Mein Hindusthan tha Jaise Gulisthan Uske Haathoun Mein Jagmagaaya
Saara Hindusthan Aao Sunaon Mein Tumhe Yeh Daasthan Woh Hai Hindusthan Ki Aan Prithviraj Chauhan
Rajat Meri Jaan. . . . . !!!!!
Woh Maut Se Kabhi Nahin Darta Woh Khatroun Se Hardum Ladhta
Pakka Tha Uska Apni Vidhya Par Dhyaan
Woh Hai Bharat Ki Shaan Prithviraj Chauhan Rajat Meri Jaan. . . . . !!!!!
Bhookhoun Ko Usne Roti Di Pyaasoun Ki Pyaas Bujhaayi Dushman Ke Aage Kabhi Naa Jhukaayi Usne Apni Myaan
Dharm Ke Liye Desh Ke Liye Ladhta Tha Woh Mahaan Samrat Woh Hai Hindusthan Ki Santan Prithviraj Chauhan Rajat Meri Jaan. . . . . !!!!!
Koi Banaa naa Sakaa Use Baandhi Dushmanoun Ne Uthaye Kayi Aandhi Desh Ke Liye De Diya Usne Balidaan
Woh Hai Hindusthan Ki Baan Prithviraj Chauhan Rajat Meri Jaan. . . . . !!!!!
Dushman Ke Aage Jhuk Saki Naa Aaise Uski Nazar Aur Maan Darr Uska Kadam Badhaaye Neeche Hua Naa Garv Uskaa
Uske Aage Kya Aandhi Kya Toofan Woh Hai Hindusthan Ka Maan Prithviraj Chauhan Rajat Meri Jaan. . . . . !!!!!
Khoob Nibhaaya Apna Kirdar Usne Uthaai Talwaar Aur Kiya Waar Usne Lagaa Di Jaan Aur Lagaa Diya Poora Dhyaan
Apna Hunar Jalwa Josh Johar Jeeti Ki Lagan Khoob Dikhaaye
Woh Hai Hindusthan Ka Mahaan Samrat Mein Kyoon Naa Gaoon Uske Gunjan
Woh Hai Prithviraj Chauhan Rajat Meri Jaan. . . .!!!
PRITHVIRAJ CHAUHAN’S STORY IN HINDI
Story of Prithviraj Chauhan
1 Comment
Prithviraj Chauhan Seena Taan Ke Jab Kab Saare Dushmanoun Ki Darr Jaye Jaan Woh Hai Hindusthan Ka Maan Prithviraj Chauhan Rajat Meri Jaan . . !! Uske Haathoun Mein Hindusthan tha Jaise Gulisthan Uske Haathoun Mein Jagmagaaya Saara Hindusthan Aao Sunaon Mein Tumhe Yeh Daasthan Woh Hai Hindusthan Ki Aan Prithviraj Chauhan Rajat Meri Jaan. . . . . !!!!! Woh Maut Se Kabhi Nahin Darta Woh Khatroun Se Hardum Ladhta Pakka Tha Uska Apni Vidhya Par Dhyaan Woh Hai Bharat Ki Shaan Prithviraj Chauhan Rajat Meri Jaan. . . . . !!!!! Bhookhoun Ko Usne Roti Di Pyaasoun Ki Pyaas Bujhaayi Dushman Ke Aage Kabhi Naa Jhukaayi Usne Apni Myaan Dharm Ke Liye Desh Ke Liye Ladhta Tha Woh Mahaan Samrat Woh Hai Hindusthan Ki Santan Prithviraj Chauhan Rajat Meri Jaan. . . . . !!!!! Koi Banaa naa Sakaa Use Baandhi Dushmanoun Ne Uthaye Kayi Aandhi Desh Ke Liye De Diya Usne Balidaan Woh Hai Hindusthan Ki Baan Prithviraj Chauhan Rajat Meri Jaan. . . . . !!!!! Dushman Ke Aage Jhuk Saki Naa Aaise Uski Nazar Aur Maan Darr Uska Kadam Badhaaye Neeche Hua Naa Garv Uskaa Uske Aage Kya Aandhi Kya Toofan Woh Hai Hindusthan Ka Maan Prithviraj Chauhan Rajat Meri Jaan. . . . . !!!!! Khoob Nibhaaya Apna Kirdar Usne Uthaai Talwaar Aur Kiya Waar Usne Lagaa Di Jaan Aur Lagaa Diya Poora Dhyaan Apna Hunar Jalwa Josh Johar Jeeti Ki Lagan Khoob Dikhaaye Woh Hai Hindusthan Ka Mahaan Samrat Mein Kyoon Naa Gaoon Uske Gunjan Woh Hai Prithviraj Chauhan Rajat Meri Jaan. . . .!!! – See more at: https://thikanarajputana.in/prithviraj-chouhan-serial-prithviraj-chouhan-songs-maharana-pratap-rajat-tokas-prithviraj-chouhan-ringtone-prithviraj-chouhan-movie-review-prithviraj-chouhan-in-hindi-prithviraj-chouhan-youtube/#sthash.Y3FKrjaI.dpuf Shivdan Singh Vanwasa